Izzatein… shohratein… chahatein… ulfatein…
koi bhi cheez duniyaa mein rehti nahi…
aaj main hoon jahaan kal koi aur thaa .. aaj main hoon jahaan kal koi aur thaa…
yeh bhi ek daur hai… wo bhi ek daur thaa… : Rajesh Khanna (in Daag, and during IIFA Awards 2009)
koi bhi cheez duniyaa mein rehti nahi…
aaj main hoon jahaan kal koi aur thaa .. aaj main hoon jahaan kal koi aur thaa…
yeh bhi ek daur hai… wo bhi ek daur thaa… : Rajesh Khanna (in Daag, and during IIFA Awards 2009)
pushpa… mujhse ye aansoo dekhe nahi jaate… i hate tears : Rajesh Khanna (in Amar Prem)
arre o babu moshaye… hum sab toh rang manch ki kathh-putaliyan hai… jiski dor uss upparwaale ke haton mein hai… kab kaun kahan uthhega… ye koi nahi jaanta : Rajesh Khanna (in Anand)
babu moshaye… zindagi aur maut uss upparwaale ke haath mein hai… usse na aap badal sakte hain… na hum : Rajesh Khanna (in Anand)
main der se aata nahi hoon… lekin kya karu… der ho jaati hai… isliye maafi ka haqdaar hoon… agar fir bhi kisi ne maaf na kiyaa ho toh main yahi kehna chahta hoon… hum ko maafi de do saahib : Rajesh Khanna (in Ram Balram)
main marne se pehle marna nahi chahta : Rajesh Khanna (in Safar)
babu moshaye… zindagi lambi nahi… badi honi chahiye… (in Anand)
kisi badi khushi ke intezaar mein hum yeh chhote-chhote khushiyon ke mauke kho dete hain :Rajesh Khanna (in Bawarchi)
No comments:
Post a Comment